Storyhut Originals

‘MAA’ by Saba Rahim

Bhale hi raat bhar kisi aur ki yaado’n ne jagaya
Subah palak jhapakte hi maa ka chehra saamne aaya

Aaj fir maa se lipat kar sone ko dil chahta hai
Uski aan’chal me har jazbaat sametne ko dil chahta hai

Aye hawa kya tujhe kwahish nahi hoti meri maa se milne ki
Zid ki h un hawao’n se wahan jane ki

Jo pucha maine hawao’n se loutne mein itni takheer q kardi
Kaha pursukoon se, tere maa se milne jaisa sukoon fizao’n mein bhi nahi

Related posts
Storyhut Originals

Lost and Found, in Chaos!!!

Storyhut Originals

इमरान

Storyhut Originals

अंशु और बिट्टू

Storyhut Originals

Two packets of peanuts

Sign up for our Newsletter and
stay informed